Sunday 26 June 2016

fecebook information


Facebook Kya Hota Hai Facebook Ka Avishkar Kisne Kiya Facebook Ki Khoj Kisne Ki Iska CEO Kon Hai Ye Kab Shuru Hua Ye Kab Bana Tha Facebook Ki Jankari In Hindi


 Facebook Ka Sansthapak Kaun Hai Facebook Ka Matlab Kya Hai Facebook Ka Janmdata

Facebook Owner History In Urdu Facebook Ka Keeda Facebook Banane Wale Ka Naam



Facebook Ki Jankari Chahiye Facebook Ka Full Form Facebook Ka Malik Kon Hai Facebook Ka Matalab Hindi Me Facebook Ki Jankari Hindi Me

Facebook Kisne Banayi Hai Facebook Ko Kisne Banaya Tha


 Facebook Ki History Facebook Owner Biography In Hindi

Facebook aik online social networking service hai jiska headquarter Menlo Park, California mein hai.
Facebook 4 February, 2004 ko shuru hui. Facebook ke CEO ya maalik ka naam 'Mark Zuckerberg hai'. Mark Zuckerberg ne Harvard College mein apne roommates yani jo students kamre mein uske sath rehte thy jinke naam 'Eduardo Saverin, Andrew McCollum, Dustin Moskovitz and Chris Hughes' hain unke sath mil kar facebook banai. Pehle pehal unhon ne ye website sirf Harvard ke College students tak mehdood rakhi lekin baad mein isko Boston area ke tamam colleges mein phela diya jese Ivy League aur Stanford University. Ahista ahista founders ne isko kai dusri universities mein bhi mutaraf karwa dia jin mein High Schools ke students bhi shamil hain.



 2006 mein sirf wohi log is website per register ho sakte thy jinki umar 13 saal ya iss say ziada thi. jab ke age ki requirement local laws ke mutabiq bhi zyada thi. Facebook ka naam face book ki directories se liya gaya jo aksar oqat america ke university students ko diya jata hai.


 Website per register hone ke baad users apni profile bana sakte hain aur dusre users ko apna dost bana sakte hain unko add kar sakte hain message send kar sakte hain, pictures post kar sakte hain aur video bhi upload kar sakte hain Facebook Par Apna Account Banane Ke Liye Step by Step Tutorial read karen. August 2015 ke mutabiq Facebook per 1.18 Billion Monthly active users hain.





Facebook Ki Kamai Revenue of Facebook Earnings of Facebook


Facebook aik internet industry ki hesiat se kaam kar rahi hai jo apni tijarat NASDAQ Stock Exchange mein NASDAQ: FB NASDAQ-100 S&P 500 ke naam se karti hai. Facebook ka revenue 2015 ke mutabiq US$17.928 billion dollars hai. Facebook ki Operating Income US$6.225 billion dollars hai. Facebook ki Net Income US$3.688 billion dollars hai. Facebook ke paas 2015 ke mutabiq US$49.407 billion dollars ke total assets majood hain. Facebook ki equity US$44.218 billion dollars hai. Facebook ke employee's ki tadad September 2015 k mutabiq 11,996 hai.

 Facebook Ki Dosri Companies Ke Naam Facebook Subsidiaries

1. Instagram
2. WhatsApp
3. Oculus VR
4. Private Core



Facebook is waqt dunya ki sab se badi social networking website hai. Facebook ke total users ki tadad 1.44 Billion Monthly Active users hai hai jo ke 31 March, 2015 ke servuey ke mutabiq hai.

Facebook Owner Name In Hindi

 Facebook Ke Nirmata Ka Name Mark Zuckerberg hai agar aap bhi apni facebook ki New ID Banana Chahte hain to Facebook Ki ID Banane Ke Liye Yahan Click Karen.facebook.com

No comments:

Post a Comment